KYA BOLA? (Aug 18): ‘Idaaron ko dhamkiyan’ to ‘Hukoomat aur corona ki beemari mein koi farq nahi’
Following are some snippets that stood out from Urdu newspapers on August 18, 2020, which The Current takes no responsibility for.
‘Idaaron Ko Dhamkiyan’

Daily Jang has reported that Federal Minister for Communication Murad Saeed has accused PPP chairman Bilawal Bhutto-Zardari of threatening institutions. He said “Chori ka hisaab denay k liye bulaya jata hai tou karkuno ko dhaal banaa kr idaaron ko dhamkanay k liye aa jatay hain.”
‘Shikayat Ka Mauqa Nahi Milega’

It has been reported by Daily Dunya that Nawaz Sharif has called Fazlur Rehman up. “Nawaz Sharif ne Maulana Fazlur Rehman ko bharpoor opposition ka kirdaar adaa krnay ki yakeen dahani krwatay huay kahaa hai k inhein ainda shikayat ka mauqa nahi milega.”
‘Hukoomat Aur Corona Ki Beemari Mein Koi Farq Nahi’

Daily Dunya has quoted PML-N Secretary General Ahsan Iqbal as saying, “Wazire Azam Imran Khan Pakistan ko ujaarna, jab k Nawaz Sharif taraqqi dena jantay hain. PML-N taraqqi ki jamaat hai aur PTI tabahi ki jamaat. Hukoomat aur corona ki beemari mein koi farq nahi.”